Kamu bisa mendengarkan dan download lagu MP3 Hai Yakeen secara gratis di lagu123.biz. Jangan lupa untuk membeli kaset dan CD original serta menjadikan lagu ini sebagai ringtone kamu.
Data lagu:
HAI YAKEEN!!!!
The greatest LOVE story ever ❤️ 🎉
CREDITS:
Worship leader 1: Nancy Honeytree
Worship leader 2: Zubin Ernest
Lyricist/Composer: Nancy Honeytree
Flute by: Hassan Badshah
Guitars: Aqeel Markas
Music, Mix & Mastered by: Qasim Azhar
Digital Artwork: Ophaz Brian & Rohama Arthur
Urdu Translation: Akram John
Location support: Samson Arthur
Video Edit: Joel Nadeem
DOP: Peter Parker
Directed by: Saad
Special thanks to the church family.
Copyright 2005
Nancy Honeytree Miller
OakTable Publishing
ASCAP
Lyrics:
Yesu ki hai ye kahani pyari,
Ma thi uss ki eik kanwari,
Hai Yakeen, Hai Yakeen, Hai Yakeen
Azmat uss ki hoon may batata
Deyta shifa aur murday jegata
Hai Yakeen, Hai Yakeen, Hai Yakeen
Farishtay ne kaha, naam rakho Yesu
Aur woh hamesha raj karay ga.
Kalvari pay Masiha mooaa,
Meray gunah ka kafara hua,
Hai Yakeen, Hai Yakeen, Hai Yakeen
Qabr mein ussay dafnaya,
lakin woh jee utha din tesray,
Hai Yakeen, Hai Yakeen, Hai Yakeen
Farishtay ne kaha, Yesu zindaa hai
Aur woh hamesha raj keray ga
Shah hoon ka Shah
Raja-oon ka Raja
Aur woh hamesha raj karay ga.
Kero yakeen jo kuch hai kaha
Kaisay masih mooaa aur jee utha,
Hai Yakeen, Hai Yakeen, Hai Yakeen
(mujhey yakeen hai)
Apnay gunah se baaz aao,
Yesu ko apnay dil mein bussaao,
Hai Yakeen, Hai Yakeen, Hai Yakeen
Yesu ne kaha, farishtay khush hotay hain,
Kyun ke tum jeyo gy hamesha hamesha,
Tum jeyo gy hamesha, hamesha
Tum jeyo gy hamesha, hamesha
Allelujah