Kamu bisa mendengarkan dan download lagu MP3 SHOHRAT secara gratis di lagu123.biz. Jangan lupa untuk membeli kaset dan CD original serta menjadikan lagu ini sebagai ringtone kamu.
Data lagu:
Shohrat Young Error Mc Flame Shaaz4Real Official Music Video Prod Young Error 2K23
________________________________________________________
ARTISTS: YOUNG ERROR - REHAN SAHAB - Shaaz4Real
MUSIC & MIX MASTERED BY: YOUNG ERROR
COMPOSED BY: YOUNG ERROR - REHAN SAHAB - Shaaz4Real
EDIT BY: ILL LOGIC
PRESENTED BY: KI TOWN HOMIE'S
VIDEO - PRODUCTION: STUDIO W09
Lyrics:
Hook(REHAN SAHAB)
Daulat nahi chahiye mujhe bhuka hu me Shohrat ka !
Mash hoor mohalle me majboor hun aadat ka!
I'm writing this hook jab me paper kar raha hun!
Me hi pagal me hu majnu mera rap zone he mehnat ka !
Na mujhse baaten karo na mujhko tasalli do!
I'm finding zone jisme ujala he rehmat ka
I'm finding fame you can't blame you can't blame
I'm finding fame you can't blame you can't blame
Young error verse
Kandhe pe bojh leke aage ham badhte jayen!
Har kism ke log dekhen har shakal se bach na payen!
Yeh kiski court kon yaha par wakeel he !
Kaha par he faisla kyu kala ko hamari ye maare jayen!
Fame ki aashiki to ghum raha hun dar badar!
Ek khayal yeh bhi ke khuda se tu dar magar!
Ye fame ki hawayen mujhe sone nahi deti !
Kehti hogi pehchan tere baap ki ek din tera naam lekar!
Yeh raste katheen lekin manzil khubsurat hogi !
Meri hi chalegi na kisi ki koi hukumat hogi!
Jab khulega darwaza meri kamayabi ka !
Fir mujhe na kisi ki koi zarurat hogi
REHAN SAHAB verse
Wehshat ke kisse hen par hum wehshi darinde nahi hen !
jo teri sune khari khari woh parinde nahi hen !
Kehna bas itna he tum sabse aur ye ke